Mollywood Times Movie Kya Yeh Movie Dekhne Layak Hai?
Malayalam cinema pichhle kuch saalon mein ek se badhkar ek alag aur unique movies de raha hai aur Mollywood Times bhi unhi filmon mein se ek hai Yeh movie sirf entertainment dene ki koshish nahi karti balki film industry ke andar ki duniya aur struggle ko bhi dikhati hai
Movie ki kahani ek aise young filmmaker ke aas paas ghoomti hai jo Malayalam film industry mein apni pehchan banana chahta hai. Uska sapna hai ki woh ek badi aur yaadgaar film banaye lekin industry ki politics competition aur mushkilon ke beech uska safar itna aasaan nahi hota
इस मूवी मैं आपको देखने को मिलेगा की एक लूजर दूसरे की कला दूसरे का लेख दूसरे का आइडिया चुरा कर विनर कैसे बनता है और नाम कैसे कमाता है और किसी को पता भी नहीं चलता कि हम जिस वजह से उनको सम्मान दे रहे हैं ओ उनका था ही नहीं
Actor
Naslen K Gafoor
Sharaf U Dheen
Althaf Salim
Sangeeth Prathap
Prasanth Alexander
Director
Abhinav Sunder Nayak
4/5 ⭐⭐⭐⭐

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें