सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

जुलाई, 2026 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Mollywood Times Movie

 Mollywood Times Movie Kya Yeh Movie Dekhne Layak Hai? Malayalam cinema pichhle kuch saalon mein ek se badhkar ek alag aur unique movies de raha hai aur Mollywood Times bhi unhi filmon mein se ek hai Yeh movie sirf entertainment dene ki koshish nahi karti balki film industry ke andar ki duniya aur struggle ko bhi dikhati hai Movie ki kahani ek aise young filmmaker ke aas paas ghoomti hai jo Malayalam film industry mein apni pehchan banana chahta hai. Uska sapna hai ki woh ek badi aur yaadgaar film banaye lekin industry ki politics competition aur mushkilon ke beech uska safar itna aasaan nahi hota इस मूवी मैं आपको देखने को मिलेगा की एक लूजर दूसरे की कला दूसरे का लेख दूसरे का आइडिया चुरा कर विनर कैसे बनता है और नाम कैसे कमाता है और किसी को पता भी नहीं चलता कि हम जिस वजह से उनको सम्मान दे रहे हैं ओ उनका था ही नहीं Actor  Naslen K Gafoor Sharaf U Dheen Althaf Salim Sangeeth Prathap Prasanth Alexander Director  Abhinav Sunder Nayak 4/5 ⭐⭐⭐⭐ OTT jiohotstar